~**~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~**~

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

jab time mile ga
i mean abi examz chal rhey hain jab moka mila
waise 1 month k badh regularly :cb:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

allah itni der bhaad chaloo dehyan laga ke parna aur pass hoo ke ana kahi hamari nak na katwa dena:cb:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

ap ke tu naak he choti c hy katy ge kesy :cb:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

yeh privat bhaat hai me u ko nahi bhtau gi :snooty:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tusi baray Jadoo Gar ho gaye ho

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tussi kis ko keh rahe hooo

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

mujy tu pehly he pata hy :snooty:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

to pucha kyu

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

pocha kab tha tumhe bataya tha

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

acha pihr theek hai

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tusi eni dair kithy gayeb ry ho

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

maine gayab filam dekhi tih aur us ke bhaad main bi gayab hoo gayi hahaha

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tusi eeny darpook ho

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

is main darpook ki kya bhaat hai maine bi cadu kiya na

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

nahi tum dar k chupi thee

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

very funny main gayab hui tih chupi nahi tihhhh :aj:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tussi durd ho

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tusi baray nice ho :chilly:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tusi bary rocking ho

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tusan daa saday naal dil da connection hai g vekh lo :bulbuli: