~**~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~**~

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Korni :omg:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

haan to aur…

mein bechari cant view watever it is :barbie:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

should i translate the song :wink:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tussi baray translater ho

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

:wave:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tusi vi Baray Joooli ho jee

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tussi V :@: yaani tussi ve joolie ho :shireen:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Aqal Mand ka lia Arrow Kafi hota ha ;)

Tusi V baray samajdar ho

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

numan wesy song bohat acha hy

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

spank you thank you

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

numan :lifey:

maira aur Aqal ka kia rishta :naraz:
:wink:
I love bawaqoofi :jano:

Sarray Bewaqoof aisay he kahtay hain

Tusi V baray bewaqoooof ho.

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

abhi tak mujhay gana nahi pata chala, chalo koi baat nahi

hindi hai to rehnay do :wink:

tusi saray baray baatooni o :slight_smile:

tussi V :wink: ya’ni tussi v :lifey:

Tussi ittnay kum go keon ho :konfused:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

aafice mein houn kya keroun, jub time milta hai post ker dayti houn

kabhi time he time hota hai aur kabhi bohut busy

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

naheen tum to post bhi kabhi kabhar he karti ho :wink:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

i dont post after work

ghar per laptop nahi hai :(

sirf aafice mein aa ker he kerti houn :)

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

laptop naheen to computer to hoga :shireen: