tussi nach ruhe ho
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
han jee khushi main
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
kiss kushi mein..........exams kaise jaa ruhe hai
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
examz kahan k
assignments finish ker k ub ghar farigh bethi hoon
nano se baat kerne ki khoshi me
i hv seen her after 2 years
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
awwwww.............god bless............
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
tussi baray poput lag rahay ho ;)
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
tussi ka avi kithe gaya
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Tussi ka AVI buhat pyaar hay ....
maira avi kissi ko pasand aaya aur uss nay maang lia :)
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
vo kaka gun wala kahan gya
Tussi ka AVI buhat pyaar hay .... maira avi kissi ko pasand aaya aur uss nay maang lia :)
thankoooooooo
tussi koi hor choose ker lo
woh kissi ko buhat pasand aaya aur uss nay mujh say zabardasti lay lia
mujhay u ka title kaka gun walla bhi buhat pasand aaya tha :lajwab: u ko maira avi pasand tha kia :aq:
mujhay wohi laina hay
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
ager wo wapiss nhi ker raha to cheen lo
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
haan bouhut cute thaa........kiss ne manga mein lee kur atti hoon ... :ASA:
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
le k kon gaya hai
woh buhat dhadi hay ![]()
RabZZZ tum bhi gangstar ho ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
main bhi billi the wild cat hoon
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
haan mein underworld ki gangster hoon shhhhhhhhh
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
yah mein nay he tumhain bataya tha wild cat ![]()
wohi mein soch raha tha kah mairay sath ko gangsterni he baat kar sakti hay ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
nhi to pehle main the cat thi
phir GS pe a ker wild ho gayi