Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Tussi by speedstar ho ji
btw woh kaise ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Tussi by speedstar ho ji
btw woh kaise ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Tussi Baray chun chun k baray bumbaat qisam kay thread open kartay ho
Tussi Baray Thread Open kartay ho
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
tussi bary zabardast tajziya nigar ho
thanx ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
:aliyish:
Tussi Bara Note kar day O
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
tussi bari kamal ki khechai kardy ho
note to karna parta hay na :D
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
![]()
Naheen yaar mein to baray pyaar say bataiN karta hooN ![]()
Tussi mujhay badnam nah karo ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Tussi bary fast ho ![]()
Nahi yaar bolay to jaise panchayat lagty hyna woh ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Tussi Baray Naughty Ho
Hum Sar Punch haiN tamam PanchaiateoN kay ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
tusi sub mere dushman ho ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
haan mein to hooN
tum ho hi iss he qabil ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
u mean aap meri frndship ke qabil nai:cb:
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Mein DushmanooN key taraf kabhi dossti ka hath naheen barhata hooN aur tumharay sath kounsi doost thi meri ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
ho bhi nai sakti dosti:cb: u uske qabil eh nai
ho bhi nai sakti dosti:cb: u uske qabil eh nai
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
mairay alfaaz key naqal mat karo
… aur mujh say baat bhi nah karo ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
u kano mei cotton buds dala lijiye:emmy:
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
LP
mein nay kaha na mujh say baat mat karo … tum meri dushman ho dushman
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
aur maine kaha ki cotton buds daal lijiye ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
keoN dalooN :femme:
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
ta ki meri sureli awaaz u ke kano tuk na ja sake:@: