Sannan
May 4, 2010, 4:18am
4561
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~ ~
yaar aap loog khas tour par aap ka Aaaliya bhai char bandoon k barabar khana khata hay aur hamaray cook nay hamaray liye sirf 1 glass juice, 1 glass milk, 3 toast, 1 cup of tea he rakha howa tha
next time daikhooN ga
LP
May 4, 2010, 4:19am
4562
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~ ~
aap rehne djiye:naraz:
aur mere bhai ki khuraak pe nazar na lagagiye
Sannan
May 4, 2010, 4:25am
4563
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~ ~
aap key bahi key khourak ko kia nazar lagni hay baychari khourak ko aap kay bhai key nazar lag jati hay
LP
May 4, 2010, 4:31am
4564
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~ ~
mere bhai ke nazar ko kuch na kahiye:emmy:
Sannan
May 4, 2010, 4:35am
4565
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~ ~
Chalo theek hay tum jo Nazar Watto ho uss kay sath
LP
May 4, 2010, 4:38am
4566
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~ ~
nazar watoo better be somethign good:emmy:
aik dafa bataya tha kisi ne shayad..but i dotn remember kya tha:(
Sannan
May 4, 2010, 4:42am
4567
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~ ~
Acha hay tum ko yaad naheen warna tum hum ko
LP
May 4, 2010, 4:49am
4568
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~ ~
ab tellain kay mutlub hai:ASA:
Sannan
May 4, 2010, 4:56am
4569
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~ ~
Hum nay koi Thaika lay rakha hay
LP
May 4, 2010, 4:58am
4570
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~ ~
naqalchi bander:mocking: mera dialogue mujhpe he use ker rahe hain
koe aur dialogue dhoond lijiye:vivo:
Sannan
May 4, 2010, 5:01am
4571
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~ ~
I was 100% expecting this from ur side …
LP
May 4, 2010, 5:08am
4572
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~ ~
sub yahi kehte hain
Sannan
May 4, 2010, 5:10am
4573
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~ ~
sub
LP
May 4, 2010, 5:13am
4574
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~ ~
itna kay soochna:5:
Sannan
May 4, 2010, 5:20am
4575
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~ ~
soch naheen rahan hooN apni thori khuja raha tha
LP
May 4, 2010, 5:34am
4576
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~ ~
kyon shave nai kee kya:5:
Sannan
May 4, 2010, 5:37am
4577
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~ ~
Naheen 5 days ho gai haiN
dard1
May 4, 2010, 5:40am
4578
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~ ~
kya hal hal aap sab ke
LP
May 4, 2010, 5:42am
4579
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~ ~
no wonder …
shower bhi nai lee hogi 5 days se:omg:
tum kaisi ho?
Sannan
May 4, 2010, 5:43am
4580
kya hal hal aap sab ke
hum khariat say haiN … aap kaisi haiN