~**~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~**~

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

SACHI MUCHI

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

JEE MUCHI MUCHI SACHI MUCHI ....

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

aray hum aur professor :eek: aur woh bhi urdu k
Hum tou Match key professor ban saktay haiN bus

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

acha toh woh hi bhan jahye nah

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

koshish kariN gay g

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

:yawn:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

ZARUR KARNA OK :cb:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

darad1 caps to off kar dain .......capital letters mein mat likha karain ajeeb lagta hay likha howa

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

yeh caps kya hota hai sannan

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

yah aap key boards par cap lock of on karti haiN to CAPITAL LETTER mein likhna shuru ho jata which feels not good

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

*

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

aap kay Key Board mein jiss say aap likh rahi haiN but aab theek hay

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

kya mathlab samaj nahi ahyi cap hota kya hai

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

ok ok samaj ah gayi hai aap ka kya mathlab hai u mean ke chota liku

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

hehehe
budooo jis se tum capital words main likh rahi ho woh caps hota hai

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

:hehe:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

hi pk kya hal hai ahre hum tehre anpar jahil hume kya pata caps kya hota hai aap logh hume asan lafzoon main keh dehte samaj ah jahti

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

salam faris bhai kya hal hai

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Haal to aaj humara aacha hain aap apnee sunaye?

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

yah theek thak aur kya hoo raha hai