~**~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~**~

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

yah TaiN Patas hay aur urdu zaban ka bigra howa lafz haiN aur Tees Maar Khan kay Qabeelay say tau'luq rakhta hay .......

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

hmmmmmmmmmmmmmmmmmmm…jst tell me the meaning yaar…kyun gol gol ghooming you :emmy:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

:smack2: hum aap ko iss lafz ka pura hadood arba’ say agah kar rahay haiN aur aap haiN kah tawariyaan :emmy: charha kar hum ko ghoor rahi haiN :bummer:
kissi ko dhamkanay kay tour par ista’mal kartay hain (to threat someone)
Example agar ziyada taw’riaN :aq: charhaiN to hum aap ko TaiN Patas kar daiN gay

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

:salam: sannan
aap kaise hai

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

:omg: Sannan…ithni lambiiiiiiiiiiiiii kahani likh di aapne…instead of writing the 3 simple words you wrote in english :smack:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

@Dard1
:wsalam:
:alhamd: hum khariat say haiN aur aap key khariat naik Matloob chahtay haiN

Hamari Angraizi buhat Naqus hay iss liye hum Ehtaraaz kartay haiN iss ko likhnay aur bolnay say :bummer:

its ok…then write in simple Urdu na…kyun barey barey words use karthe hai…jo humari samajh ke baahar hai :bummer:

Hum kia karaiN yah hamari aadut bun chuki hay :teary3: aap naraaz mat hooN

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

ab plssss....aap rona band karooo...mujhe larkon ko rulane me koi maza nahi aathi :@:

hum bih kheriyat se allah ka shukar hai

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

:D chalaiN shukar hay aap sinf-e-nazuk ko rullati haiN

aap key khariat ka sun kar dil bagh bagh ho gia :sheen:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

:omg: @ bagh bagh

Aaliya g hamari zaban ka iss tarah mazaq mat uraiN :bummer:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

hhehhehe…aapka dil kahan bhag bhag gayaaaa :cb:

jalo jee yeh sun kar hamara dil bih bagh bagh ho gaya ke aap ka dil bih bagh bagh hoo gaya hai

Yah lafz Bagh Bagh (Garden) Hay Aali G not bhag bhag (run)

:omg: I knowwwwwwwwwwwwww…but I just had to say it…it was too funny :cb:

hamain aap key iss angraizi key bilkul bhi samjh naheen aai g :bummer: