~**~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~**~

She’r sunata hoon :bummer:

Tussi Bari Urdu key tang tortay Ho

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

^ Yaar meh to burraay insaano kee tang tortha raha hoon, school ke zamanay se pehley seekaa hai ye kaam :wink:

Tusee baree achee Urdu ko jaantay ho :cb: hare achee baath hain to banu shaayer aur hum tumhare bodyguard :k:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Naheen Bhai hum bhi kissi say kum naheen hain aur daily gym jata hoon aur swimming bhi karta hoon iss liye dornay ka buhat acha stamina hay aur kabhi pharai naheen daita hoon … so no need of guars aur waisay bhi u tou me k doost ho :lifey:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

@Faris
Tussi Baray Laraka Ho :ASA:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

:lifey:

Tum baraay achay yaar ho jo gym jathaay ho! Yahaan England mein gym bohath hain muggar jaane walla saab bechare buhday laog hain :bummer:

Jawaan baar ja kaar mazaay urathay hain phir maar ka kaar hum ko yaad karteh hain Kaambaath! :smack:

yaar kisee ko to larakah hona partha hain… haar kaum mein to ik hee hota hain :silly: Allah ka shukar ke mein to nunnay nunnay se bache kee tarah hoo :lb:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

No here we have only youngsters and some one have hardly 30 Kg weight but still do dumbling :omg: crazy ppls

Tussi Baray Story Teller Ho :omg:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Haan haan hasoo isleeyeh to story teller hoon

Tum baree stroy ke shwokeen ho :omg:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Naheen bhai aap zabardasti sun daitay hoo :bummer:

Tussi Baray Khilari Ho

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tussi baray nadaan ho

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tusee baraay der baad aay ho kaise ho?

:LB:
Tussi Baray Shaitaan Ho

Tussi Bari Khabar Rakhtay Ho

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tusee baraay be habbar rehtay ho :slight_smile: news suna karo :cb:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tussi Bari Khabraan suntay Ho

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Haan jee pardies mein seekah hain saab…:bummer:

Tum baraay achaay mehnaathee pardeesee ho!

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

:bummer: Pardaiseeeeeeeee

Tum Baray Achay Dais mein rahtay ho :jano:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tussi bry laraky ooooo

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Kyaah :hayaa: kaash mera haal tum dekho to phir suchlo!

yaahaan sub kuch hain dunya kaa maggar koi dil demag mein sukoon naheen hain. deen Imaan meraay apne handaan mein dektaay dektaay hattaam hota jatha hain haal humara bohath bora hain… Lekin Allah ka shukaar hain.

Tum baray achaay position me ho yaar, agaar Pakistan janah parhay to hum tumaree jagaa se pedal bee jaa saktai hain.

Yahaan ka sumandaar kon taraay? Tarnaa bara kaam naheen baree jaaz se buchnaa mushkil hain :bummer:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

salam 2 all at GS

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Wasslaam sister how are you?