~**~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~**~

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tussi bhi baray boredman se taang turwana sikh gaye ho…:omg:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tussi baray mairi baat mantay ho :sannan:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

:nono: woh club say nikal raha tha aur main khokhay:sunnyboy: say

drink.gif


Restored attachments:

drink.gif

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tussy baray teiz ho :hehe:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

wo club me kuchh pi ker nikal raha tha aur aap khokese kuchh pikar nikal rahe the..............

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tussi meri taarif kerna chah rahe the…:smiley:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tussi baray sabaz qadam ki mani poochte ho :faizy:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tussi baray achanak se flooding karne aagaye ho..................:D

waise sabz kadam yaani panoti......:D

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tussi baray ookhay lafz bolne ho… Panoti :konfused:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tussi phir saray kaysaray aa gaiy ho :hayaa:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tussi baray hindi filmein nahi dekhte ho…:@:

panoti=person who brings bad luck for others…:smiley:

waise main sabz kadam ka origin janaan chah raha tha

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tussi bade sust ho...

ek thread CL&L main khol lo.. koi Allah ka banda / Bandi bata dega :)

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

IS bhai say pooch lo :@:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

CL&L ke mod aur urdu adab ke jaankar ko nahi pataa to kisko pata hoga.................:@:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tussi baray bhole ho..

sabz qadam ka taluq adab se be adabi se hai :D

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tussi baray baat ko ghumaa dete ho.............:@:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

TUSSI bohat BTUNI ho :)

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Aapko kaise pata

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

roz dekhte hun :hoonh:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tussi baray mujhse kum kum baat kerte ho.......