Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
fir nawaz sharif ke honge…![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
fir nawaz sharif ke honge…![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
main kesi b politician ka fan nai hon ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
musharraf ke fan honge wo to dictator tha…![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
shayad us ka fan ho e jata agr wo LAAL MASJID wali galti na karta
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Tussi baray sachchi aur sahi baat karte ho…uss galti aur aur ek do galtion ke alawa usme ek vision thi…![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
bas mashwara daine wale . . . .
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
tusi bara politcs de khilaf ho
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
main aapki baat nahi samjha zara wazeh kare
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
tusi baray imran khan k fan ho ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
matlb un GALTIYOO k laiye kesi na kesi ne tu mashwara diya ho ga na us ko . . .
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Haan apki baat sahi hai aap laal masjid gaye the after operation
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
us side se kabi kabi guzar ho jata hay ar bohat afsos hota hay
coz us ik galti ki wajah se aap pakistan kaha se kaha punch gaya hay
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Tusssi ke mutabik us haadse ke baad suicide bombings barh gayi hain…![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Tusu sub cafe ko PA samajh rahe ho:emmy:
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Yeh PA hota to tum beech me aisi post nahi ker sakti…![]()

Restored attachments:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Mai tou hur jagah apne marzi ki kr sakti hoon:hehe:
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Aur wo post Mods apne marzise move bhi kar detein hain:hehe:
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
woh mods ka kaam hai
mai apna kaam krti hoon:x2:
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Achha ji
apni bezzati chhupa rahi ho
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
beizzati uski hoti hai jo feel krta hai:snooty:
im a princesss ![]()