~**~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~**~

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

no i am not :@:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tussi baray thread open karwanay walli harkatain kartay ho :sannan:

SURF EXCEL hay na :@: Shukar DA idhar naheen uss nay MS Office walla Excel samjh laina tha :omg:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

isiliye IS bhai ne kuch arse tak kaha hai

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tusi baray bidding karte ho badla laine k laiye :@:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tussi baray chup chup ke auction thread visit karte ho:@:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tusi baray itraaz karte ho auction thread visit karne pay :@:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

software engineer jo hai…:omg:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tussi baray chupke se jaker bidding kiye bina ate ho isliye

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tusi baray dair se meri total posts note karte ho

surf excel kaproon k dhaag saaf karta hay mathe k nai :@:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

:lifey:

tusi ko bara itraaz hay mere bidding na karne pe :@:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tussi baray bidding nahi karke bhi auction thread per nazar rakhte ho…:5:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tusi baray meri auction thread per nazar rakhne per nazar rakhte ho :@:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tussi baray us threads ki khabarein idhar batate ho.........:D

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tusi baray bari galat information rakhte ho :@:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tussi hi abhi mere badla lene ki baat ker rahe the...............:D

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

mai tu aiwen e keh raha tha :@: coz ye aap ki dilli hasrat hay :@:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tussi ko bara meri hasrat ka khayal hai

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tusi k sath zulam jo bohat zaida howa hay :@:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Itna hi khayal hai to agli baar khud kaa bhi auction karwao................:@:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Oh hello I m a housewife ap se zayada surf excel ka pata hai :barbie: