~**~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~**~

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

haan mein to hoon hi maghroor naa :snooty:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Khuda jub hussan naheen daita
Maghroriat aa he jati hay :omg: :rotfl:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

kis ney kaha mein haseen nahi :emmy: mein to :mash: itni haseen hoon naa

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

kah loog aa kar kahtay hain Baji make up bhi kar lia karain :omg: :rotfl:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

mashallah, allah nazar-e-bad say bachai

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tussi bht hi zyada fazool ho :smack:

kaam k na kaaj k dusjhman anaj k :barbie:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~


aap ki tarreef

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

:omg:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

ammie aor abbu b yehi kahtay hein.

nahi nahi koi baat nahi, zaroori nahi k mein nay aap ki tareef ki hay to jawab mein aap b mairi tareef karain. thank you thank you

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

sahi kahty hyn

tussi ho hi fazool

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

to mein nay kab inkar kia. eik fazool ko koi fazool hi to pehchan sakta hay.

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

an to main ny b kub inkaar kiya :hoonh:

tum maha fazool ho

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

kio tumhay mujh mein apna Aks nazar aata hay kia ? :smiley:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

:smilestar: tum main aur apna aks lolx :omg:

tum to **** ho :mocking:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

darti kio ho ? khul kar bolo

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

kon darta hy :hoonh:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

pm kar k batao ?

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

pm ka bara shoq hy :@:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

jo batain public mein na ho sakay woh phir pm say hi karni parti hein na :P

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

kon si batain :emmy: