tu kaha tha mere khaliq, ke mere kaaM ata?
mujh par hanstay rahay pathar ke khudaoo walay
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary3.gif
~~~~~~~~
phiRa aj haq kaliye jaa’N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~~~~~~~~
~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~~*
Many thanko sham e firaq ge
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif
~~~~~~~~
phiRa aj haq kaliye jaa’N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~~~~~~~~
~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~~*
[quote]
Originally posted by Capricorn:
**
[QUOTE]
Originally posted by Gemini the Great:
**
Milain gee hum ko bhi apnay naseeb ki khushian
Bas intazar hai kab yeh kamal hona hai!
**
[/quote]
tor day har ek aa's ke dori asoon maiN ky arakha hai
ishq muhbat batain hain batooN main kya rakha hai
qismat main jo likha hai woH hokar rahta hai
chund lakirain hain uljhi se aur hatooN main kya rakha hai
~~~~~~~~
phiRa aj haq kaliye jaa'N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~~~~~~~~
~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~~*
capriiiiiii ye kasa shair hai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/confused.gif
~~~~~~~~
phiRa aj haq kaliye jaa’N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~~~~~~~~
~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~~*
ye ajeeb khael hai ishq ka ,mane ap dekha ye mojza
vo jo lafz mere gumaa’n main thay vo tere zubaan par agaye
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif
~~~~~~~~
phiRa aj haq kaliye jaa’N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~~~~~~~~
~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~~*
[quote]
Originally posted by chand_chehra:
** ye ajeeb khael hai ishq ka ,mane ap dekha ye mojza
vo jo lafz mere gumaa'n main thay vo tere zubaan par agaye
**
[/quote]
Ab tak hey koi baat mujhey yaad harf harf
ab tak chun rahi hooN kisi guftagu ke phool
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**
Ab tak hey koi baat mujhey yaad harf harf
ab tak chun rahi hooN kisi guftagu ke phool
**
[/quote]
tum ne hi paooN na rakha warna wasal ke shub
zameen par huM ne sitaray becha kar rakhay thay
bikhra rahay thay so huM ne utha liye khud hi
gulaab jo teri khatir saja ke rakhay thay
~~~~~~~~
phiRa aj haq kaliye jaa'N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~~~~~~~~
~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~~*
[quote]
Originally posted by chand_chehra:
** tum ne hi paooN na rakha warna wasal ke shub
zameen par huM ne sitaray becha kar rakhay thay
bikhra rahay thay so huM ne utha liye khud hi
gulaab jo teri khatir saja ke rakhay thay
**
[/quote]
kuch rasm-e-mohabat k taqazaY be haiN dost
dil wagaRna teRi yaad se gafil tu nahi tha
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**
Ab tak hey koi baat mujhey yaad harf harf
ab tak chun rahi hooN kisi guftagu ke phool
**
[/quote]
tum ne yay kaisa rabta rakha
na milay ho na fasla rakhay
nahin chaha kisi ko teray siwa
tu ne bhi ham ko parsa rakha
[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**
kuch rasm-e-mohabat k taqazaY be haiN dost
dil wagaRna teRi yaad se gafil tu nahi tha
**
[/quote]
Itnay majboor hain hum apni anaa ki khaatir
Raiza raiza bhi hooay aur bikhray bhi nahin
[quote]
Originally posted by chand_chehra:
** tum ne hi paooN na rakha warna wasal ke shub
zameen par huM ne sitaray becha kar rakhay thay
bikhra rahay thay so huM ne utha liye khud hi
gulaab jo teri khatir saja ke rakhay thay
**
[/quote]
aham aham
try again chanda :)
Shaayad yeh waqt hum say koi chaal chal gaya
Rishta wafa ka aur hi rangoan main chul gaya
ps:am not sureabt these verses...anyone???
[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**
apnaY hatooN se tarashaY huweY patheR k sanam
aj buut khaanaY maiN baghwaaN banaY bethaY haiN
**
[/quote]
mujhay khak tujhay hawa tu hona tha
ke rang-boo ko kahin per tu judaa hona tha
barhnay lagi paristasih faslay tu barhnay tha
ke bandgi main kisi ko Khuda tu hona tha
ps: am not flooding ...that was last for now :)
[quote]
Originally posted by Gemini the Great:
** tum ne yay kaisa rabta rakha
na milay ho na fasla rakhay
nahin chaha kisi ko teray siwa
tu ne bhi ham ko parsa rakha**
[/quote]
ik khawab ho gaye hai wo rasm-e-dosti
ik waham sa hai ab k meraY sath tum be thaY
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
[quote]
Originally posted by Gemini the Great:
**
Shaayad yeh waqt hum say koi chaal chal gaya
Rishta wafa ka aur hi rangoan main chul gaya
**
[/quote]
duhraieY gha jab bhe koi afsaNa wafa ka
aiey dost aa'yeN gaiN be-sakhta yaad hum
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
Jano ke shair ka yahee jawab aaya zehen mein. yeh kisee nazm kay aakhir ke ashaar thay…bait baazzee to naheen ho rahee na? chalne do yaar
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**
duhraieY gha jab bhe koi afsaNa wafa ka
aiey dost aa'yeN gaiN be-sakhta yaad hum
**
[/quote]
Khuda Kisi Ko Kisi Per Fida Na Kare,
Ager Kare Tu Qayamat Tak Juda Na Kare
[quote]
Originally posted by Capricorn:
**
[QUOTE]
Originally posted by NikamiJano:
**
duhraieY gha jab bhe koi afsaNa wafa ka
aiey dost aa'yeN gaiN be-sakhta yaad hum
**
[/quote]
Khuda Kisi Ko Kisi Per Fida Na Kare,
Ager Kare Tu Qayamat Tak Juda Na Kare
**
[/QUOTE]
khuda ko khoof tha itna mujhay nakaM kardala
usay dil main jo rakh lata khuda ko kiss jagha rakhtA
~~~~~~~~
phiRa aj haq kaliye jaa'N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~~~~~~~~
~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~~*
[quote]
Originally posted by chand_chehra:
** khuda ko khoof tha itna mujhay nakaM kardala
usay dil main jo rakh lata khuda ko kiss jagha rakhtA
**
[/quote]
Yaad aaye hain uff gunaah kya kya
Haath uthaaye hain jub duwa ke liye!
[quote]
Originally posted by Capricorn:
**
Yaad aaye hain uff gunaah kya kya
Haath uthaaye hain jub duwa ke liye!
**
[/quote]
tera hi naqsh ubhrta raha lakiro maiN
uthaye jo hath kabhi dua kaliye
ajeeb haal tha mera woh jub se bichra
na yaad aye koi bhi harf dua kaliye
[quote]
Originally posted by chand_chehra:
** tera hi naqsh ubhrta raha lakiro maiN
uthaye jo hath kabhi dua kaliye
ajeeb haal tha mera woh jub se bichra
na yaad aye koi bhi harf dua kaliye
**
[/quote]
shayad ubhre teri tasweer kaheen!
Main teri yaad main ro ker dekhoon