tumhe hum yaad rakhte hain

Re: tumhe hum yaad rakhte hain

acha acha bus kar daita hoon bhai logon...

tum teeno.n k liye aik sher haazir hay

Garmi-e-hasrat-e-naakam say jal jatay hain
Hum charaghon ki tarha shaam say jal jatay hain
jub bhi ata hay tera naam meray naam k saath
Janay kiyon log meray naam say jal jatay hain