Re: tumhara akas phir shaa'ed meri palkoN pe utra hia
| **Kaash Koi Samjha Daita ...** Guftugo Ke Lamhon Main Dekh He Nahi Paatay Ham Tumharay Chehray Ko Tum Hamari Aankhon Ko Aaj Aisa Kartay Hain Chasm-o-lab Ko Parhtay Hain Baat Chor Datay Hain Jaane Kiya Lamha Hoga Jab Ye Hath Hathon Say Gar Kabhi Juda Hoga Aaj Aisa Kartay Hain Zabt-e-Jaan Parakhtay Hain Hath Chor Datay Hain Kash Koi Samjha Day Loag Kis Tarah Dil Ki Manzilain Alag Kar Kay Saath Chor Datay Hain Aaj Aisa Kartay Hain Bey-sabab Bikhartay Hain Zaat Taur Datay Hain... |