tum...............

Re: tum…

:smack2:

Pagal hoo..

Re: tum...............

khair te hai na ;) koi mil gai hai kya :D

Re: tum…

:hehe:
haan pagal hoon thora thora :hehe:

yaara DM milee bhi hai aur kinda nahi bhi abhi tak kuch sure nahi hai :wink: thus the song :hehe:

Re: tum…

phir abhi se kyun khush ho rahe ho :smack2:

Re: tum…

may kio baghnay lagee :hoonh:
jaysay kaun mayray peechay para hay :smack:
aray Rainu iam not that lucky :frowning:

Re: tum…

reminds me of a song… koi mil gaya ohhh koi mil gaya.. ohh kon mil gaya :nuch:

dont know the other part :frowning:

Re: tum…

lol :hehe: tauba hai pooray gaaney kee reir laga deee :rotfl:

Re: tum…

yeh kiiya ho raha hai. :hoonh:

Re: tum…

bas nahi ata na dosra part :frowning:
itna hee ga lee bohat hay :snooty:

Re: tum…

:hehe:

:rotfl:
naach na jaaney aangan terha

Re: tum…

^ yeh tum zara easy urdu nahi bol saktay :hoonh:

Re: tum…

Kaun kehta hai keh..

translating in easy urdu

“Jagah saaf karo.. main (kaun) naach keh dikhaoun gaa”

Translation finished

Kaun.. tabla saaz kee zaroorat hai.. aik min.. main kissi ko dhoond keh lata houn. :smiley:

Re: tum…

iam just wondering … kaysa lagay ga while kaun is dancing :konfused:

Re: tum…

-------------x--------------

Mai smajha to keh rahay ho, kay “Puray Ganay” (sugar-cane) kee reir laga dee,
Ooops ! Sorry :smiley:

Re: tum…

woh to live dekhna paray gaa..
peechay koi dubdugee baja raha ho gaa.. aur KAUN .naach ke dikha raha ho gaa. :smiley:

Re: tum…

:hehe:
tauba hai RD bhai woh kis tarha lagtee hai :hehe:

ATTIA chanda apney chhotaaaaaaaaay sey dimaagh pey itna zor mat daalo :hehe:

CG bechaaree ko ghalat matlab naa samjhaayein :smash:

Re: tum…

Rainy.. :hehe: ab baycharay GANNAY ko to chor do yaar. :D. us ke bhi class lay lee.. :stuck_out_tongue:

Re: tum…

^hahahah :smiley:
u know reminds of me something
this guy was wearing a shirt and dopata, and was dancing on song of choli kay peechay kia hay :smack:

Re: tum…

Wah..! is say acha kaun keh liyay main nahee keh satka.. :rotfl:

Re: tum…

nahi nahi i was just wondering :frowning: