Tum log kia samajhtay ho?

Re: Tum log kia samajhtay ho?

Ham Dada Abba kay qareebi rishtay dar hain, lekin wo hamaaray bohat door k rishtay daar hain, pooray 50 saal ki doori hay, lekin in fasloN say kia hota hay, hain to hamaray aur sab kay dil main na :-p
chalain jaldi chaabi ghumain, warna dada say shikaayat kardoonga aap ki :-p