Re: Tum hi Ko ham nay Chaha thaa…
hyee ray muskan to aye..kher ho bhii ![]()
![]()
Re: Tum hi Ko ham nay Chaha thaa…
hyee ray muskan to aye..kher ho bhii ![]()
![]()
Re: Tum hi Ko ham nay Chaha thaa…
hyee ray muskan to aye..kher ho bhii ![]()
![]()
Re: Tum hi Ko ham nay Chaha thaa.....
DOU DOU martabah khushi ka izhaar.....:D
magar jabb WOH hi na ho tou iss khushi ka kiya kaam
USSI ko ham nay chaha thaa....waheen mil jata tou acha thaa :(
Re: Tum hi Ko ham nay Chaha thaa…
chalu phir wohi sayapa ![]()
sonuuu ![]()
Re: Tum hi Ko ham nay Chaha thaa.....
hayeee, kaash sayapa na houtta instead GOLDENanpa houtta :D
p.s Ussi ko ham nay chaha thaa, woh hee mil jaata tou acha thaa :(
Re: Tum hi Ko ham nay Chaha thaa…
achcha ok then that reply was for u SORRY EMM ![]()
Re: Tum hi Ko ham nay Chaha thaa.....
its ok kaka jeee :D
p.s Ussi ko hamnay chaha thaa woh hee milta tou acha thaa :(
Re: Tum hi Ko ham nay Chaha thaa…
tum nazar aati naheen ho…tumhari harkatain aisi hain k main samjha yeh bhondi harkat bhi tum nay ki hogi ![]()
Re: Tum hi Ko ham nay Chaha thaa…
aik aur Complement of the day ![]()
p.s. ussi ko ham nay chaha thaa ussi ko ham miltay tou acha thaa ![]()
ya’allah kaash aisa houtta ![]()
Re: Tum hi Ko ham nay Chaha thaa…
KAKA
hoga tumharan WOH jo tumhain mila naheen aur issi liyay naheen mila kay woh KAKA tha aur tum KHALA…ACHCHA hova kay tum UNN per nazil naheen hovee warna unn ki achchi bhali zindagi jahannum ban jaateeee:D
Re: Tum hi Ko ham nay Chaha thaa.....
jaaltay dil may daaliyeh aik aur gallon of tail :(
Re: Tum hi Ko ham nay Chaha thaa…
etnay ghamnaak kyon hay aap?![]()
Re: Tum hi Ko ham nay Chaha thaa.....
jabbb woh hi na raha, tou iss dil ka khilna kiya :(
Re: Tum hi Ko ham nay Chaha thaa.....
ahhh emm, i feel ur pain gal
chalo shabaash...cheer up. Mil jaye ga woh, mein dua karti rahoongi;)
Re: Tum hi Ko ham nay Chaha thaa…
jabb khou diya tou milna waapis kaisi ![]()
ussi ko tou ko SIRF hamnay chaha thaa…woh heee SIRF hamay milta tou acha tha ![]()
Re: Tum hi Ko ham nay Chaha thaa.....
aye hye.....ab rona band karo...woh nahee mila...koi baat nahee. Mein tumhien achay wala bazar se laa doongi;)
Re: Tum hi Ko ham nay Chaha thaa…
bazar may tou sirf aurtein houteen hain :halo:
Re: Tum hi Ko ham nay Chaha thaa…
ussi bazar mein mard bhi hotay hein
Re: Tum hi Ko ham nay Chaha thaa.....
kia koi volunteer nahi mila jo udass ho :-/