Re: ~Tum Bin~
oyee…larkiyaa’n aankh nahee’n maartee’n kuch to sharam karo ![]()
Re: ~Tum Bin~
oyee…larkiyaa’n aankh nahee’n maartee’n kuch to sharam karo ![]()
Re: ~Tum Bin~
sorrrry jeeeeeeeeee galte ho gayee :(
Re: ~Tum Bin~
;)
Re: ~Tum Bin~
acha apnee dafa sub karna jaiz hai :)
Re: ~Tum Bin~
yeh Larkoo'n ka kaam hay samjhee'n :)
Re: ~Tum Bin~
^experienced
Re: ~Tum Bin~
is mein experience kio baat nahi hai waisay bhi pata hai mujhay
Re: ~Tum Bin~
^ aap ko sab waisay hee pata hota hay ...kiyun aakhir ??
Re: ~Tum Bin~
nahi sub nahi lakeeen kuch tu pata hota hai na aakhir
Re: ~Tum Bin~
^shukar hay ALLAH Pak ka kah sab pata naheen
Re: ~Tum Bin~
jee jee shukar tu hai!!!
Re: ~Tum Bin~
shugar hay
apna ilaaj karvao is umer main shugar ho gaya ![]()
Re: ~Tum Bin~
good one luvly thanks for sharing
hamari shart-e-wafa yehi hai wafa karo gay,wafa karain gay
hamara milna hai aisa milna mila karo gay,mila karain gay
yeh pooshna kia khat likho gay?nahin pooshnay ki koi zaroorat
tumhari marzi pay munhasar hai likha karo gay,likha karain gay
Re: ~Tum Bin~
ALLAH na karay sugar hoo zara dehan se parha karay PK
is umer mein app kee nazar kamzoor ho gayee hai lagta hai:eek: is la ilaag karwaya
Re: ~Tum Bin~
bara time hai abhi janab phir agar ALLAH ne chaha aur kismet mein huwa tu inshalla zaroor bano gee:)
Re: ~Tum Bin~
^ kitna time hay phir bhi batao to sahi ???
Re: ~Tum Bin~
bhuhut zaida hai ne kyun kay abhi tu mein 1st yr mein ho pre-medical tu bhuhut time hai