Re: Tujh ko dekha
hhahaha.....very nice............
Re: Tujh ko dekha
hhahaha.....very nice............
Re: Tujh ko dekha
mujh ko dekh kar kyun yeh khayal aya
jahan se tu aya ,wahin se mai bhi aya....
Re: Tujh ko dekha
tujhay dekha tou khayal aya
jaisay chiriya ghar se hathi nikal aya
Re: Tujh ko dekha
ay hi..............
hathi ghar se chiria nikal ai kaho...
Re: Tujh ko dekha
2:05 AM - 1:53 AM = few minutes only!!
so don’t try to make me phool
u slept for 10 minutes or so .. is it enough ![]()
kujh ko dekha tou khayal aya…
jhootooN pay khuda li lanat ![]()
Re: Tujh ko dekha
![]()
so true JL ![]()
tujh ko dekha tou khayal aya…
jaisay umer shariif ka part two aya
Re: Tujh ko dekha
tuj ko dayka to yah khayal aya..
pagalo kay stock may naya mal aya ![]()
Re: Tujh ko dekha
tujh ko dekha tou khayal aya...
iftari samnay hai, mau maiN pani aya
Re: Tujh ko dekha
tujh ko dekha to khyal aya
k agar tu rozadar tha to munh main pani kahan se aya:confused:
Re: Tujh ko dekha
tujh ko deakha to khayal aaya..
![]()
Re: Tujh ko dekha
LL: jub pani aaya tha us waqt mai wozu kay doran qulli kar raha tha ![]()
Re: Tujh ko dekha
KK: Tujh ko dekha tou khayal aya…
subha shaam tujhay confused hi paya
Re: Tujh ko dekha
![]()
tujhey deakha to khayaal aaya..
umm.. mmm.. ![]()
aagey nahi aati.. ![]()
Re: Tujh ko dekha
^ ![]()
kabhi tou shair pora kar liya karo
buhat hi na laa-ik ho
Re: Tujh ko dekha
![]()
dun call me na’laaik.. ![]()
mujhe nahi aata.. mein kya karon? ![]()
Re: Tujh ko dekha
^ acha chalo nasri shairi hi kar lo........... thori meri tareef hi kar do :)
Re: Tujh ko dekha
tujh ko deakha to khyaal aaya..
mental hospital mein naya mental aaya.. :p