Tujh ko dekha

Re: Tujh ko dekha

sarr daba doun ;)

Re: Tujh ko dekha

plzzz yaar:blush:

Re: Tujh ko dekha

sar dabaying JL ka and aik dam say cheekh ki awaaz aye…deykha tou…pata chala oopppss sorry JL i dont know kay mera haath tumhari gardan par kaisey aagaya :blush:

Re: Tujh ko dekha

zindagi mein pehli baar apni shakal dekhi hogi :rolleyes:

ily evil :kiss:

awww thanks barbie :kiss:

Re: Tujh ko dekha

:rotfl: :rotfl: :rotfl:

Re: Tujh ko dekha

mention not chupkese :)

Re: Tujh ko dekha

sher was tujh ko dekhaa

not

mujh ko dekhaa :rolleyes:

Tujh ko dekhaa tau khiyaal aayaa:blush:

Re: Tujh ko dekha

bandar kaheenke :rolleyes:

Re: Tujh ko dekha

Langoorni :snooty:

Re: Tujh ko dekha

tujhay dekha tou khayal aya
hum sab khuda ne lakin tumhay kis ne banaya:p
.
.
.
.
EmMmMmMmMmM: iss dafa chor raha hoon ayinda dehyaan se dabana gardan meri:smash:

Re: Tujh ko dekha

tujhay deykha tou yeh khayal aya
ya'llah qiyamat ka din kab qareeb aya

Re: Tujh ko dekha

porey week se is ke tareefey eh sun rha houn abhi thak dehk ney ka moqa nhai mila :bummer:

Re: Tujh ko dekha

kisss ki tareeef Insan?

Re: Tujh ko dekha

tujhay dekha tou khayal aya
jaisay billi se darr k chuha baaz aya

Re: Tujh ko dekha

tujhey deykha tou khayal aya
jaisey insaan ka ghaam bahir aya :bummer:

Re: Tujh ko dekha

tujhay dekha tou khayal aya
jaisay chaaye ka oobaal aya:halo:

Re: Tujh ko dekha

tujhay deykha tou kahayl aya
jaisey gatr ka paani bahir aya

Re: Tujh ko dekha

na dekhein baar baar sheehe mein

Re: Tujh ko dekha

mazak na urao :frowning:

Re: Tujh ko dekha

mainey aap ka mazaq kabb uraya :bummer: