Re: Tujh ko dekha
irshaaaad nay meray haan kaam karna shrou kar diya hay chupkili mamo!
Re: Tujh ko dekha
irshaaaad nay meray haan kaam karna shrou kar diya hay chupkili mamo!
Re: Tujh ko dekha
hi Allah Larai ........please larai kar ke dikhain na ap dono...
Re: Tujh ko dekha
oyeeeee Khala BG .. mujhay marwana hai kia ..
us ka to haaath 20 KG ka hai ![]()
mujh shareef ko eik par gaye na .. main London Say Manchester pohanch jaooN ga ![]()
Re: Tujh ko dekha
freee ride maaamoooo freee ride!! ![]()
Re: Tujh ko dekha
satiyaanaaas chupkili mamooo, aap ko tou aik haaath may utha kar phiroun may! ![]()
Re: Tujh ko dekha
tughe ko dekha to mughe ko bukhar aya ![]()
Re: Tujh ko dekha
aaap ka bukhaaar daykha tou mera doctor bahir nikal aya :D
Re: Tujh ko dekha
fees kinni hai ?
Re: Tujh ko dekha
Tujh ko daikha tau yeh khayal aya
keh LEMON MAX sai Daagh mit jaatay hayn
Re: Tujh ko dekha
Tum ko Dekha to Yeh Khial aaaya
Main nay Kal raat Itna Kiu Khaya ![]()
Re: Tujh ko dekha
Shukriya for the thread …
sorry, thread khulwa ker khud gayab ho gaya … My pc was giving me headache
MUjhay pata tha kay you are full of silly ideas
isi liay tum say thread ka kaha… wasay u lived up to my expectaion
nice thread
here i go…
TUJH KO DEKHA TOU KHAYAL AYA
TEERGI MAI JAISAY SAPAID UJALA AYA
JIS KI BARSON SAY AARZO THI MUJHKO
CHAMANISTAn MAY WO GULAY NAUBAHAR AYA
Kaisa
aray lagta hai mai bhi shayar ho gaya hooN ![]()
Re: Tujh ko dekha
^ may shair to nahi .. magar ay haseen jab say dayka maynay tuj ko muj ko shairi agaee ![]()
Re: Tujh ko dekha
^ Tujh Ko Dekha Tou Yeah Khayal Aya
College Say Aakay, Homewark Yaad Aya
Re: Tujh ko dekha
^ ![]()
nahi abhee nahi nikli ho.. abhee to prof ka boring lecture sun rahee ho ![]()
Re: Tujh ko dekha
I don’t know if someone already said this but here’s one from me:
Tum ko dekha tou khayal aaya ![]()
Kisi aur ka khayal kyon nahi aaya ![]()
Re: Tujh ko dekha
nice one Mamooo !
Tujh ko deykha tou yeh khayal aaya
k mujhay aab tak tum nay MOD q nahee banaaya ![]()
Re: Tujh ko dekha
^ tujh ko dekha tu yeh khayal aaya
itne flooding kur kai tu ani kiyaa payaaa ![]()
Re: Tujh ko dekha
Tujh Ko Dekha Tou Yeah Khayal Aya
yea hai woh disay lecture kay doraN GS Yaad aya