Tujh ko dekha

Re: Tujh ko dekha

tujh ko dhkha tou yeh khayal aya
ke aap bilkul sei bol rhe hai

Re: Tujh ko dekha

tujhey deakha to khayaal aaya....

:D

Re: Tujh ko dekha

batao batao :p

Re: Tujh ko dekha

Tujh ko dekha to kheyaal aya.................

Aaloo lay, bhindi lay, gheya lay, kadoo lay.................

Re: Tujh ko dekha

tujhay dekho tou khayal aya
OMG yaha par yeh kaun aya

Re: Tujh ko dekha

tujhey deakha to khayaal aaya..

mein nahi bata rahi.. :snooty:

Re: Tujh ko dekha

tujhay dekha tou khayal aya
mai ni bolda mere vich mera yaar bolda:snooty:

Re: Tujh ko dekha

adar KJ bolda .. gal karni aah??

Re: Tujh ko dekha

toujh ko dekha tou khayal aya
tujhay gulab ka phool denay ka khayal aya :blush:

Re: Tujh ko dekha

haayyee.. :blush:

tujhe deakha to khayaal aaya..

ur turn.. :stuck_out_tongue:

Re: Tujh ko dekha

tuj ko dekha to yeh khayaal aya..

gareeb GS par yeh kya zuwaal aya

wah wah

Re: Tujh ko dekha

:hoonh:

tujhe deakha to khayaal aaya..
brisbane ka bander yahan kese aaya? :o

Re: Tujh ko dekha

tujhe deakha to khayaal aaya..
mujhay tojh say larkay ka dil chahya

Re: Tujh ko dekha

tujhey deakha to khayaal aaya..
1 ke baad 2 aaya.. :blush:

Re: Tujh ko dekha

tujhey deakha to khayaal aaya..
khappar ke baat joota aaaya :p

Re: Tujh ko dekha

khappar ya thappar? :hoonh:

tujhe deakha to khayaal aaya..

mein nahi bataon gi.. :snooty:

Re: Tujh ko dekha

Tujh ko dekha to kheyaal aya

Asi roni sorat ko dekhanay ka moqa kiyoon aya

Re: Tujh ko dekha

:crying:

tujh ko deakha to khayaal aaya..
:konfused:

Re: Tujh ko dekha

tujh ko deakha to khayaal aaya..
socha bohat per shair nahi banaya :p

Re: Tujh ko dekha

tujh ko dekha to khayal aya
ajj main ne sehri main kia khaya??