Tu ...

Re: Tu …

:pcg:

i’m not okay … :naak:

lekin mujhey chorain aap batain… Daagho bhaiyaa ney bataya aapko hamari deal ki baray mein…:halo:

Re: Tu …

[quote=“Precious_Khan”]

Aji me fine n shine … what abt u … how’s life going … n ramzaan kaisa jaa raha hay :faizy:

m doing fine…life is perfect mashallah :slight_smile: ramzaan bas guzar he raha hai

Re: Tu …

aww kya ho gaya?

hehehhe 1 bacha 100 names…bolo mae kahan jaon?

Re: Tu …

noooooo :hoonh:

Re: Tu …

make up nahi lagayaaaa…:blush:



Nobodys naming MY nephew/niece except ME…:snooty:

patha nahi kaisay kaisay ultay seedhay naam rakh dey…:nono:

Re: Tu …

***Tou tumharay Chahray par yeh laali kahan say aa jaati hay … :~)


Re: Tu …

:yawn:sheyn dekho main uth gai:vivo:

Re: Tu …


Woh tho Rahul ko dekh ker aajaathi hai…:blush:


:halo:

Re: Tu …

O Fatee baaji ay kayrri deal haygee … saadi vee koi deal sheel karao … asi aajkal farigh aan :smokin:

Re: Tu …

Sab se hum deal nahi kerthey…:snooty:

Re: Tu ...

^^ aap nay bhi apnay oopar jo mareezuN ko jannat maiN pohchanay kay ilzamat haiN, un say nijaat hasal karni hay? :D

Re: Tu …

nahi unko bheijha hi isi liyaytha thakay hamarey liyay duaa’in kerain…:chai:





P.S DW unkil agar aap ko jana hai tho hamain kahain …ek free pass hai abhi baqi…:smiley:

Re: Tu ...

^^ Lo karlo ga. Aa Bail mujay maar wali baat hay.

Duniya ki saari haseeN khawateen to Dozakh maiN huN gi, jannat ja kay kya karuN ga? :Konfused:

Re: Tu …

:rotfl:



haan ye tho Aap ney changi baat ki …DW unkil kabse ithnay sayanay hogai…:faizy:

Re: Tu ...

^^ Bas jee, jab say yay maloom hoa hay.

Yay mouse kay andar gardo gubar akatha ho gya hay, sahi tarha say scroll hi nahi karta ... thereiN maiN zara is ki safai kar luN.

Re: Tu …

:chai:

Re: Tu …

:smokin:

Re: Tu …

Aapki Chai thandi hogai…:halo:

Re: Tu …

chalo koi nahi… mein thandi hi pi leta hoon… thanks :flower1:

how are you doing today?

Re: Tu …

much better … kal was on call all day and at the end took anebuliser socha ye bhi try kerlein..:smack:

ended up havin paliptations and my pulse was like 128 bpm..& BP 150/90 …:bummer: .