Re: Tu …
mujhay zindagi ki dua na day
mujhay zindagi ki talab nahi..
kabhi jeena mujh ko aziz thaa
ye baja sahi magar ab nahi… ![]()
**ary maiN ne kab baddua de hai… maiN tu keh raha hooN… taala hamaisha precious cheezoN ko lagaya jaata hai… jab woh na hooN tu phir kya lagana.. **