ohooo sorry yaar mujhay nahi pata tha wo tumharii behan hay… aur haan sach wo tumharii behan nahi ho saktii hay kion ke wo kafi reasonable hay aur jesay tum ho tumhari behan to… i think samajhdar ke liye ishara kafi hota hay aur waisay bhi tumhay to pata hee hoga ke wo kesi hay so its enough…
main koshish kerta tha ke main batameezi na hee karoun kisi ke sath magar wo kehtay hain na ke latoun ke bhoot batoun say nahi mantay hain ab bhi aram na ho to pm per kehna kuch phir jawab acha dounga