Tu ...

Re: Tu …

***Ladki Nahin Hai Vo Jaadu Hai Aur Kaha Kya Jaaye
Raat Ko Mere Khwaab Mein Aaye Vo Zulfein Bikhraaye
Aankh Khuli To Dil Chaaha Phir Neend Mujhe Aa Jaaye
Bin Dekhe Ye Haal Hua Dekhoon To Kya Ho Jaaye

Bholi Si Soorat Aankhon Mein Masti Door Khadi Sharmaaye
Ay Hay
Ek Jhalak Dikhlaaye Kabhi Kabhi Aanchal Mein Chhup Jaaye
Ay Hay
Meri Nazar Se Tum Dekho To Yaar Nazar Vo Aaye

Bholi Si Soorat Aankhon Mein Masti
Ay Hay***
:jano:




***:music:


2 Likes