Re: Tu Ne Dekhi Hain Woh Peeshaani Woh Rukhsaar Woh Hont
Aashna hain tere qadmoon say woh raahain jin per
uss ki madhosh jawani nay inayat ki hay
karwan guzray hain jin say uss raa'naayee k
jiss ki inn aankhoon nay be-sood ibadat ki
Waqayee Faiz ka yeh shahkaar hi tau hay