Re: Tu bhi tamashaee hoja!
to kia wajd khali sudh budh khone ka naam hai. iss lihaz se to dunia ka her pagal khana ‘aalam e wajd kehlana chahiye’?
waise insaan insaan ke liye sab kuch bhula bethe to wo khona hota hai.. Khuda ke liye hosh ganwane wale to Irfan ki daulat pa jate hain.. unse ziada hosh-mand koi nahi hota