Tsunami Reloaded

Re: Tsunami Reloaded

bongian maarnay ka theka bhi sirf aap ne hi uthaya howa hay? agar aap ko IK bolna hi hay to koi aisi baat to bolayn jis mai kuchh dam ho… aap ke liye ek “sample” game hay: 5th Test: West Indies v Pakistan at Kingston, Apr 15-20, 1977 | Cricket Scorecard | ESPN Cricinfo

ab ye bataiye ke V Richards aur C Lloyd tailender hayn?

yaar, aap apnay charas-bharay comments KK mai hi rakhiye.