True or False

Re: True or False

ji Bhaiya but atleast we can try… kya pata ALLAH ne ye kaam hum me se hi kisi ke supurd kiya ho…

I will never ever give up… :lifey:

wo kehte hein naa..

*Pewasta reh shajar se
Umeed-e-Bahaar rakh…


ALLAH ke ghar dair hai Andhair nahi… :slight_smile: