Re: True or False
ji nahi mujhe gussa nahi aata and dislikes bhi ziada nahi hein… yahan paas hi aik ghar hai.. unke bache mujhe uncle kehte hein
jab bhi ball aati hai to kehte hein uncle chatt pe ball aai hai de dein ![]()
True
insaan ko saaf suthra rehna chahiyeey ![]()
Next one thinks he/she is a philospher ![]()