~*~ True Meaning of a BOY ~*~

Re: ~~ True Meaning of a BOY ~~

choclate...jo sunnan dy raha ha..

Re: ~~ True Meaning of a BOY ~~

oh thank u..LP

Re: ~~ True Meaning of a BOY ~~

Sannan ki agg shaadi hai kya … choc kis khushii mai ..:chai:

Re: ~~ True Meaning of a BOY ~~

[QUOTE]
Sannan ki agg shaadi hai kya ... choc kis khushii mai .
[/QUOTE]

jahaan mai hoon wahaan toh cho aur cakes miltey he rahainge :D

Re: ~~ True Meaning of a BOY ~~

DF Keon zakhmoon par namak chirak rahay ho :teary3: aaj hotay hotay rah gai … Woh larki Bhi Shadi Shudah Niklli :teary3: Mairi Sari key sari mahnat Zai gai :teary3: :teary3:

Choco main nay di hain :mad:

Re: ~~ True Meaning of a BOY ~~

acha acha thank u sunnan...or bhjty rahna..
shadi hojai gi dnt worry

Re: ~~ True Meaning of a BOY ~~

Oooooooooh …

:chai:

Kangali Princess ;) ... awam kay choco par raj karnay wali

Yah mairi Shadi Choco kay sath juri hoi hay kia ??? Awaiin Bhaijta rahoon main :nahi:

Re: ~~ True Meaning of a BOY ~~

kidher hoti ho tum LP ...mjhy bi waha ana ha..

Re: ~~ True Meaning of a BOY ~~

woh humaara haqq hai :vivo:

forward oh mainey kee tehe na:hoonh:

Re: ~~ True Meaning of a BOY ~~

oh han to choc do gy to mai dua karo gi tmari shadi kia....hehehe

**
Pahlay Tolo phir bolo .... aab pata naheen kaha hay LP ;)
**

Re: ~~ True Meaning of a BOY ~~

aap kyon jealous hoo rahey hain:hoonh:

nutcut mei toh buss idher udher bhatakte hoon :hinna:
apni awaam ke liye naiki kerte rehti hoon :smiley:

Re: ~~ True Meaning of a BOY ~~

**Haan G haan naiki aur awam kay liye … aik bacharay kuch raqam udhar maang raha ha ussay lal jhandi dikha rahi ho :teary1: **

Re: ~~ True Meaning of a BOY ~~

aapki aadat na bigar jaye isiliye na :smiley:
dekha naiki ki na :cb::teary1:

Re: ~~ True Meaning of a BOY ~~

konsi naiki..??? jis sy choc milti ha...

Re: ~~ True Meaning of a BOY ~~

[QUOTE]
konsi naiki..??? jis sy choc milti ha...
[/QUOTE]

mujhey toh muskuraaney ke bhi mill jaati hai :D

Re: ~~ True Meaning of a BOY ~~

LP mujhay udhar naheen day rahi hay .... Nutcut tum day sakti ho ???