Re: Troll
ok u k mashwaray waisey buhat umda hotay hain :cobra:
lekin mein asolon ka paka hon yeh cheez to culture walay mein honi chahiye shayd kisi aor country mein bhi aisi cheez mil jay ![]()
waisey mein nay suna hey ek jagah per is key pooja bhi hoti hay bari bari morat bana kar ![]()