mein ney dosrey nam sey is ko pahlay ka suna howa hay :cobra:
mein video daikh raha hon aor is k opar woh toheen wala qanon ho sakta hay
nauzbillah jo harkat mein nay daikhi he is mein kartey hoye ayaat muqadas k oper rakh raha hay 
me ko samjh nahin aa rahi keh yeh log kahan sey phunchey hoye ho gaiy aor dosron ka qatl karnay ka kahtay hain lekin khud wajab ul qatal hein