Troll

Re: Troll

awal doim kuch nahin hota bus status quo walon ney angraizi bolnay walay ko execuitve troll aor urdu walay ko sirf troll ka naam day dia. Troll Trool hota hay aor uss key koi sarhad nahin hoti :cobra:

waisey mujhey yaqeen hein trolls meiri post zaroor parhtay hon gey aor ghusey sey lal kalay hotay rahtay hon gey :sunnyboy: