Troll

Re: Troll

kiyunke ye thread Culture forum main hai to ye sawal to bunte hain?

Urdu / Punjabi main troll ko kiya kahenge?

Hamare haan ke culture main konsi practices hain jo trolling ke dai’re main aati hain?