Re: Troll
mein khud soch raha tha keh aik troll aor serius trolling :cobra:
lekin masla yeh hey keh jub aik k ghar jalain to sara media kala ho jey aor dosrey k jalein to kuch bhi nah ho kia yeh khula tazad nahin hey :cobra:
mein ab mazabhi trolls key taraf aata hon kafi mushkil cheez hey leekin mein trolls k darmiyan farq batata hon :cobra: aik firay k troll dosrey firqay k khilaf hein lekin Pakistan k khilaf dosrey mulk ko kabhi support nahin akrain giey leekin dosrey firqay k troll ghair mulk key himyat mein bhi kamr kas key utar aien geiy aor un kay nazdeel mulk Pakistan bhi koi ahmiat nahin rakhta hay. yeh troll farqa wariat key akhri had per hotey hein aor nafrat k siwa un k dil mein kuch nahin hota hey ![]()
#mazhat_shidat_pasand_troll](http://www.paklinks.com/gs/usertag.php?do=list&action=hash&hash=mazhat_shidat_pasand_troll)