Re: Troll
aap ki to tammat bilkhair aur fateha bhi ho gai thi PA main ye keh kar:
Sarhane troll ke aahista bolo
abhi trolling karte karte so gaya hai
waise aap ne troll genders per pooche gaye question ka jawab nahin diya?
Kiya Aamir Liaquat baRa troll hai ya Veena Malik?