Re: Tribute To Our Great Moderator Amal
Zara Dekho.........
tumharay bin ye rastay aur ye galiyan baree barbad lagtee hain tumharee rah taktee shabname ankhain bhi ab nashaad lagtee hain
Tumharay chahnay walay Tumharee rah taktay hain tumhee ko yaad kartay hain
tumharay dum say jin kochon mein baharain raqs kartee theen khushee k rang bhartee theen
unhe kochon mein ab dekho na ronaq hai na melaa hai jisay dekho akiala hai
tumhain kho kar humhin dekho zanjer-e-ghum nay jakra hai kaee khadshon nay aa kar basabab he hath pakra hai
Humain aa kar sabhee khadshon say tum aazaad kar do na tum har fun k mahir ho khushi ka tum koi lamha phir Aijaad kar do na ye galiyan aur ye rastay tumhain kho k azurda hain Tum aoo na!!!
Inhain abaad kar do na
*Written By Sonia Jee For Amal *