Re: Trees in different cultures
jo Haisiyat Khajoor ko Islam meN hai vaise hii Tulsi kii HinduoN meN hai…jaise aab-e-zamzam kii manzilat musalmaanoN meN hai [Saudi Arab meN to na hogii kiuN k vahaN to aab-e-zamzam se nahaate aur kapRe dhote haiN aur hamaare mulkoN meN shifaa ke liye aur marte huye insaanoN ke muNh meN Tapkaate haiN] vohii qadr o qeemat Ganga Jal [aab-e-Gangaa] kii Hinduism meN hai.
vo 'allaamah Iqbaal kaa she’r thaa na k:
Restored attachments:
