Re: Travel Anxiety
last time I was in PIA, aik waddi ummar ka banda behosh ho gya tha toilet mai, jab usay 20 mint baad nikala aur poocha kay wo kissi cheez ka mareez hai to usnay kaha, mareez to nahi, magar jab usnay toilet ki flush kenchi to uski awaz say dar kar rirak kar neechay gir gya.