~ * Tragedy * ~

Re: ~ * Tragedy * ~

Mein issliey maarta hoon kyon k abhi bachi ho, jab bari ho jaao ge tou nahi maaroonga :smilestar:
Abhi “ziadatar” baatein maani jaati hain, bare ho kar HAR baat maani jaye gee
Freedom abhi bhi utni hi hogi, lekin ussey use nahi kar saktey :rotato:
Sab larkiyon ka barey honey ko dil karta hai lekin ooper ooper sey kahti rahti hain “hamey bara nahi hona”… dramey baaz larkiyan :smilestar: