Tour Picz .

Re: Tour Picz .

lay-D-Honey - - - - woh movie dakhi hai , dil walay dulhaniya lay jaie gay . . . . bus yaha par doosari movie banay ge or us movie ka naam ho ga DIL walay pheeraaiiii laay jaie gaay :mocking: abb tum police ko do yah duniya mai kese ko bhi dont care :naraz:

Neera - - - - - hmmmmmm pata nahi us banday ko bolo kay yaar woh mari jhaga aajaie or mai us ke jhaga chala jata ho :stuck_out_tongue: wesay us ko app janti ho kia ? ? ? ? if yes so send me his pic :slight_smile: i wana c the other guy or hai wesay mai apnay aiklotay maa baap ka aiklota larka ho :blush: