Re: Tour Picz .
Lay-D-Honey - - - -wesay sach hai larkiyo mai aqal naam ke koie cheez nahi hoti
khud apni baat mai phans gaie
larkay agar intelligent nahi hotay tu tum apnay bhai ke baat manti kia ? kay chawal say motay nahi hotay ![]()
abb tu man looo kay larkiya serf larkiya hoti hai or kuch nahi ![]()
wesay pooray muhalay ko lanay ke kia zarorat hai , tum he aajaoo ge tu muhalay walo ke kami nahi mahsos ho ge ![]()