toun nay kiya..

Re: toun nay kiya..

Anda to main ne subah nashtay main khaya tha
ab to lunch time hai :yummy:

Re: toun nay kiya..

miane grilled chicken khaaya abhi :yummy:

Re: toun nay kiya..

main ne bhi khana hai :crying:

Re: toun nay kiya..

^ haha aadha para hai khana hai :rolleyes:

Re: toun nay kiya..

both of u r in dubai…should meet each other :snooty:

Re: toun nay kiya..

ohh yes we will inshAllah but she's a bit busy right now we'll meet latter :p

Re: toun nay kiya..

we talk on phone :snooty:
main ne to invite kia hai redroses ko
ghaas hi nahin dalti :bummer:

Re: toun nay kiya..

bhook lagi hay tu is say Guzara karien aap :bailan: :smash: :kursi: :2guns: :bash:

Re: toun nay kiya..

loll array gher aana thora masla hai per we'll meet some where out aap faarigh to ho jaoo

Re: toun nay kiya..

kia aap ghaaas khati hain :eek: :eek:

Re: toun nay kiya..

^ :rotfl:

mujhey bakrey ko ghaas khilaaney mai bara maza aata hai :hula:

Re: toun nay kiya..

bakrey ko ya bakri ko :hoonh:

Re: toun nay kiya..

doesnt matter per bakro ki nasal honi chaiyee :p

Re: toun nay kiya..

matter karta hay bohat zaida :p

Re: toun nay kiya..

wo kaise :confused:

Re: toun nay kiya..

Apnay moun miyaa’n mit’thoo :barbie:

Re: toun nay kiya..

yea na pochian app liken karta hay

PS:- i have upload 2 more pics of Wania meri batiji

Re: toun nay kiya..

:naraz:

Re: toun nay kiya..

^ array aap ko kia hoa ??

Re: toun nay kiya..

bohot shukriya izzat afzaie ka :(