Yup.. 2 confused..! ![]()
pehlay yaha peh Confused thay.. phir baad may aik Gadha mian bhi thay..
to yeh hamaray ustaad huweay..
aur ustadoun ka ehtaram kartay huway.. yeh nick bana liya ..!
Confused Gadha..!!
so ab.. hum idhar hain.. aur udhar hain.. aur jidhar bhi nazar paray.. waha nahee hai ![]()
thanks for liking Confused Gadha.. urf CG ![]()
ttyl..