app un khushnaseeb pakistanion main say ho… jinko pata hi nahi kay Nawaz Sharif ki na ehli ki wajah panama kay papers nahi… balky woh pay check hai jo uskay betay nay usko diya …jo Nawaz Sharif nay kabhi cash hi nahi karaya…
Panama paper say koi baat sabit nahi hoye hia… na usko panama papers ki wajah say disqualify kiya hia… appp un pakistanio main say ho… jo truck ki batti kay peechay baghty raho gai… kabul to pohanch hi jao gay…