-------------

Re: -------------

Pehnaein tab ki baat hai na woh tou apni wifes ko topiyan pehnatey rehtay hain… Per iss se bhi nahin agree karun gi kyun kay Iss terha mardon kay saath na infsaafi hai aur wesay taali donon hathon se he bajtii hai