:konfused:

Re: :konfused:

bhai line kisnay maari hai? Ham tou iftari karnay aarahay thay - soucha issi bahanay sawaaab kama lou gay aur Allah miyaaN in dou aurtoun kay bachoun ka masla bhi hal karwa day ga. Aap nay nahee bulana tou saaf baat karou ham abhi rishtay say inkaar kar dein gein - Adre ko larkun ki kammi nahee hai haan :snooty:

Adre n Hin: kya apna rona dhona shrou kar dya hai - bari n jahaiz kis nay banana hai :emmy: